Lirik Lagu Bollywood OST Mann : Khushiyan Aur Gham




Judul Lagu : Khusiyan Aur Gham
Film Album : Mann
Penyanyi : Udit Narayan, Anuradha Paudwal

Lirik Lagu :



female :
khushiya.n Aur Ghum Sehte Hai
phir Bhi Ye Chup Rehati Hai,
abtak Kisi Ne Na Jaana,
zindagi Kya Kehti Hai --> (2x)

apni Khabhi To Khabhi Ajanebi,
aasoo.n Khabhi To Khabhi Hai Hasi.n,

darr Ya Khabhi To Khabhi Tishnegi Lageti Hai Ye To,

khushiya.n Aur Ghum Sehte Hai
phir Bhi Ye Chup Rehati Hai,
abtak Kisi Ne Na Jaana,
zindagi Kya Kehti Hai.

khamoshiyo.n Ki Dheemee Sada Hai,
ye Zindagi To Rab Ki Duaa Hai,

chud Ke Kisi Ne Isko Dekha Khabhi Na,
ehsaas Ki Hai Khushbhoo Mehki Hawa Hai.

male :

khushiya.n Aur Ghum Sehte Hai
phir Bhi Ye Chup Rehati Hai,
abtak Kisi Ne Na Jaana,
zindegi Kya Kehti Hai.

ha Ha Ha Haa Mm Mm Mm Mmm

mann Se Kaho.n Tum,
mann Ki Suno Tum,
mann Meet Koi Mann Ka Suno Tum,
kuch Bhi Kahegi Duniya,


duniya Ki Chudo.

palko Mei.n Sajaake Jhilmil,
sapane Bano.n Tum.

female :
khushiya.n Aur Ghum Sehte Hai
phir Bhi Ye Chup Rehati Hai,
abtak Kisi Ne Na Jaana,
zindegi Kya Kehti Hai.

male :
apni Khabhi To Khabhi Ajanebi, 
 
female :
aasoo.n Khabhi To Khabhi Hai Hasi, 
 
male :
darr Ya Khabhi To Khabhi Tishnegi 
 
female :
lageti Hai Ye To.

both :

khushiya.n Aur Ghum Sehte Hai,
phir Bhi Ye Chup Rehati Hai,
abtak Kisi Ne Na Jaana,
zindegi Kya Kehti Hai.
 

1 komentar:

  1. sangat mengharukan, insfiratif untuk menjalani kisah cinta yang bermakna seperti itu.

    BalasHapus