Lirik Lagu Boolywood OST Aa Bhi Ja ( Uvie ) : Jindagi Kho Gayi Mujhase Kuchh



Judul Lagu : Jindagi Kho Gayi Mujhase Kuchh
Film Album : Aa Bhi Ja ( Uvie )
Penyanyi : Upendra Verma ( Uvie )
Musik : Nakash Sargam, Pawan Atwaal, Joy Raha
Lirik :

Lirik Lagu :
 
 
 
jindagi kho gayi mujhase kuchh iss tarah (aaja aa bhi ja)
jism se khoti hai saansein jaise juda
aaja jaan-e-jaan na sata, yuun na ho tu khafa
main nahi bewafa
aaja aa bhi ja
jindagi kho gayi mujhase kuchh iss tarah (aaja aa bhi ja)
jism se khoti hai saansein jaise juda
aa aa aa aa.....

chaaha tujhe hai tutake iss tarah
socha na tha tu ruthegi iss tarah
tera hi naam mere dil pe hai likha
main tha tera tera hi hoon bas sada
kisase kahun ke ho gaya hoon main tabaah
aaja jaan-e-jaan ik dafa, ho gayi kyun khata
main nahi bewafa, aaja aa bhi ja

kho gayi woh raahein chalate chalate kab kahaan
humsafar tumhi thi tumase tha yeh jahaan
chhoda kyun haath maine tera kya pata
o o bekhud huwa kyun main itana ai khuda
palakein bichhayein teri raahon mein khada
aa aaja jaan-e-jaan de saja
yuun na ho tu khafa, main nahi bewafa
aaja aa bhi ja
jindagi kho gayi mujhase kuchh iss tarah (aaja aa bhi ja)
jism se khoti hai saansein jaise juda
aaja jaan-e-jaan na sata, yuun na ho tu khafa
main nahi bewafa
 

Tidak ada komentar:

Posting Komentar